Tum logo ki, is duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
Mein sahi samajh ke, jo bhi karun
Tum kehte ho galatMain galat hun, phir kaun sahi
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sab ko marzi du
Matlab ki tum sabka mujhpe
Mujhse bhi zyaada haq hai...Saadda haq, aithe rakh!!!!!!Saadda haq aithe rakh
Na na, na na na na na
Na na na na na
Na na na na na, na na naSaadda haq aithe rakh
Hey
In kataron mein, ya udharon mein
Tum mere jeene ki aadat ka kyun ghot rahe dumBesalika main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke rasme jeene ka harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaanaMann bole, mann bole
Mann se jeene ya mar jaana hai
Saadda haq aithe rakhNa na, na na na na naNa na nana na na
Na na na na na
Hoooooo oooo oooo, ye ye ye
Oh eco friendly
Nature ke rakshak
Main bhi hoon nature
Rivaajon se, samaajon se
Kyun un un ho ho ...
Tu kaate mujhe
Kyun baante mujhe is tarah
O o, hoooooo...
Kyun sach ka sabak sikhaye
Jab sach sun bhi na paaye
Sach koi bole to tu
Niyam kanoon bataye
Tera darr, tera pyaar, teri vaar
Tu hi rakh, rakh saali...
Saadda haq aithe rakh
Saadda haq aithe aithe rakh
Saadda haq aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh!!!!!!
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.