Iss qadar tu mujhe pyaar kar
Jise kabhi na main sakoon phir bhula
Zindagi layi humein yahan
Koi iraada toh raha hoga bhalaKi darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri bahon mein duniya bhula deJo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri bahon mein duniya bhula deRaahon mein mere sath chal tu
Thaame mera hath chal tuWaqt jitna bhi ho haasil
Sara mere naam kar tu
Ke armaan hai yeh
Guzaarish jaan hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula deJo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Lamz jismo pe aise sajaaye
Baarishon se bhi wo dhul na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula deHo naksh lamhon pe aise banaye
Muddaton se bhi woh mit na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula deTujhse toh hoon main yoon bahot mutassir
Par kya karu main hoon ek musafir
Kaisi khushi hai jisme nami hai
Jaane tu yeh ya jaane na oh.
Jo jazbaat hai yeh
(Jo jazbaat hai yeh)
Bade hi pak hai yeh
(Bade hi pak hai yeh)
Tu meri bahon mein duniya bhula deJo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri bahon mein duniya bhula deTu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula de oh.
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula deKi darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.