La, la la la la la, la la la la la la la
La, la la la la, la la la la la
Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
Tu hai jahan main hoon vahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza
O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2
Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
La la la la la, la la la la la
Main aawaaz hoon to tu hai geet mera - 2
Jahan se niraala manmeet mera
Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
Tu hai jahan main hoon vahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza
--MALE--
Kisi mod pe bhi na yeh saath toote
Mere haath se tera daaman na chhoote--FEMALE--
La la, la la la, la la la
Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe
Mere pyaar ki koi khushiyaan na loote
--MALE--
Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
Tu hai jahan main hoon vahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza
--FEMALE--
Tujhe main jahan ki nazar se chura loon
Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon
--MALE--
Kabhi zindagi mein pade mushkilein to
Mujhe tu sambha le, tujhe main sambha loon--FEMALE--
O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2
Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha--BOTH--
Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha
Tu hai jahan main hoon vahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza
O la la la la la la, la la la la la la la la
Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha--FEMALE--
Yeh vaada raha